Mera vyaktitva
Recent Entries
Sankalan
Path ke Pahchane
Credits
Tuesday, January 24, 2006
Jeekar dekh liya,
jeene mein kitna marna padta hai,
apni sharto par jeene ki chah sab mein rahti hai
kintu jindagi anugraho ke kitane aashtraya gahti hai
kya kya kahna, kya kya sunna, kya kya karna padta hai
samjhoto ki suiyaan milti, dhan ke dhaage bhi mil jaate
sambandho ke fate vastra to silno ko sil bhi jaate
seevan koun kahan kab udhade
itna darna padta hai.
Jeekar dekh liya , jeene mein kitna marna padta hai
(Shiv Bahadur Bhadhoria )
Posted by Neelima Arora :: 1:58 AM :: 0 Comments: ![]()
---------------------------------------