Mera vyaktitva
Recent Entries
Sankalan
Path ke Pahchane
Credits
Wednesday, August 23, 2006
"Chot kadi hai kal prabal ki,
uski muskaano se halki,
rajmahal kitne sapno ka ,
pal mein nitya dhaha karta hai,
mujhse chaand kaha karta hai.
Tu to hai laghu manav keval,
prithvi tal ka vasi nirbal,
taaron ka asamarth ashru bhi
nabh se nitya baha karta hai,
mujhse chand kaha karta hai.
Tu apne dukh mein chilata,
aankhon dekhi baat batata,
tere dukh se kahin kathin dukh,
ye jag moun saha karta hai,
mujhse chand kaha karta hai.."
:Bachchan
Posted by Neelima Arora :: 7:59 AM :: 2 Comments: ![]()
---------------------------------------